Ashok Kashyap: Swami Ji Sadar namastay. Swami Ji Greta Saar ke anusaar Jo ho raha h Vo achchha ho raha h Ab jo ka matlab to sab ghatnao se h matlab is dunia me bahut achchhi evam bahut buri 2 ghatnaye ghatti h ab jo achchhi ghatnaye h vo to achchhi h hi lakin jo ek se ek buri ghatnaye h kya ve Bhi sahi h ? Kripaya yes or no me sateek jabab dijiye.
Swami Ram Swarup: My blessings to you. Bhagwad Geeta ka arth aur bhaav vedanusar koi birla hee jaanta hai kyunki Bhagwad Geeta to vedon ke gyata Vyasmuniji kee likhee hue hai.

Isliye Bhagwad Geeta ko jaanne wale ke paas vedon kee knowledge hona bahut zaroori hai. Parantu aaj kal jo ved kee ABCD bhi nahi jaante wahi zyadatar Geeta ke shlokon kee vyakhya karte hain aur pravachan karte hain jisse satya gyan ka bodh nahi hota. Ab yahi dekhein ki jo ho raha hai, woh achchha ho raha hai yeh vedanusar uchit nahi hai. Rigved mantra 10/135/1,2 ke anusar isey aisa kaha jayega ki hum apney pichhle janamon ke achchhey aur burey karma bhogne aaye hain, achchhey karmon ka phal sukh aur burey karmon ka phal dukh bhogte hain isliye ab jo hamare karmanusar ho raha hai weh hamare khud ke kiye karmon ka phal hai, isliye theek hee to ho raha hai, chahe hum sukh bhog rahey hain ya dukh bhog rahe hain, parantu mantra aagey kehta hai , yeh theek nahi hai kyunki dukh to kisi ko achchh lagta hee nahi hai. Atah mantra aage kehta hai ki jo nar-nari ved evam Ashtang yog vidya ke gyata vidwaan ka sang paakar vedanusar Yajyen, Yogabhyaas aur Ishwar naam ka simran nitya karte hain weh apne pichhley janamon ke burey karmon ka nash kar lete hain, phir unke Jeevan mein jo bhi hota hai weh achchha hee hota hai.

Rani: Pranaam swamiji. Swamiji in one of your articles you wrote that god is indifferent to our emotions. He has nothing to do with it. Swamiji is it true that God does’nt care of our feelings? Does he love us? Swamiji if we are in problem and we pray to almighty does he listens? If swamiji he loves us then why does he gets angry when we don’t worship him and punishes us? What kind of love is that? Does he care for us? Does he become sad when we are sad and happy when we are happy?
Swami Ram Swarup: My blessing to you. God loves all living-beings and He gives award of our all good and bad deeds in the shape of happiness and sorrows respectively. I mean to say, until we follow Vedic path and start Yajyen from Ved mantras, practice of Ashtang Yog, name jaap while discharging all our moral duties, He never forgives our deeds. He loves us i.e., why He has given us knowledge of four Vedas to follow and thus destroy sorrows and make our future bright.

You see, if we do not obey our parents then naturally they become angry with us if we are children then they also punish us. So, is the case of Almighty God. God has provided us all love, goods, matter like earth, sun, moon, air, water, food, gold, silver, human-body and also Vedic knowledge to follow. So, when anyone on the earth does not follow His Vedas, naturally he becomes angry and punishes us like parents. No, please God never becomes sad because He is always away from bindings of any deeds to observe. You see, a person becomes sad due to the effect of his previous lives’ deeds and sadness is awarded by God but God being always away from any bindings of deeds, He never become sad.