Babita: Swar ke kitne bhed hai?
Swami Ram Swarup: Yeh vyakarann Shastra ka prashann hai. lenghty hone ke karann yahaan nahi samjhaya ja sakta aap ya to yahaan aakar swar, vyanjan aadi ke bhed samajh lein ya local kisi vidwan se samajh lein.

Kunal: Guruji pranam kya hawan ke raakhe ko paani ke sath mila kr peena, health ke liye acha hai hai kya..
Swami Ram Swarup: My blessings to you. nahi hawan kee rakh ko paani ke sath milakar peena theek nahi hai.

A: Meri daughter ki age 15 days hai . Her umbilical cord fell off today. I want to do havan for shush after that at my home. In our Marwari community we call it nhavan. Which mantra should we chant for this shudhi havan?
Swami Ram Swarup: Please make contact with local Arya Samaj and request their purohit to perform the Yajyen with sandhya mantras.