Mahendra: SWAMY JI KYA BHAGWAN H MUJE TO VISHWAS NAHI HOTA KI BHAGWAN H AAP MUJE CHAMTKAR KAR VISHVAS DILO K BHAGWAN HAI?
Swami Ram Swarup: Bhagwan ko siddh karne ke liye sabse zyada anumaan pramann kee
avashyakta hotee hai. Aap anumaan lagao ki yeh antariksh (Akash/space), sooraj, chand, sitarey, Prithivi kisne banayee aur sab planets ghoom rahe hain, yeh gir kyun nahin jaate.

Inhein kisne apnee shakti se pakad kar akash mein sthir kar dharann kiya hua hai. Aap ka jawaab yeh nahin ho sakta ki kisi scientist nein ya kisi aadmi nein banaye hain uska naam Ishwar hai. Jab aap koi kamra(room) banyeingey aur kamre ke liye eent (brick), cement, ret (sand), concrete, paani
vagairaha sab kuchh de do to kya mistri mazdoor ke bina weh kamra ban jaayega. Isi prakar yeh itna vishal jagat bina kisi ke banaye nahin ban sakta aur jisne yeh jagat banaya uska naam Bhagwan hai.

Padmesh: Do Arya Samajis observe pitrpaksha and perform oblations according to one’s janma rashi? Is ‘pran pratishtha’of statues recommended by the Arya Samaj?
Swami Ram Swarup: No, please. Swami Dayanand Saraswatiji organized Arya Samaj and one of the rules of Arya Samaj, according to Vedas is this that God is Formless and shradh, etc., cannot be performed. So, Arya Samaj does not follow Pitra paksh and does not even do Prann pratishtha of statues.

Satish: Please send me the Prarthna after havan.
Swami Ram Swarup: Book named Yajyen Karma Sarvashreshth Ishwar Pooja (in Hindi)
worth Rs.65/-, excluding postal charges is being sent to you. On page 19 of the book, Prarthna required by you is available.