Kamlesh: Please send me Vedic Prashnotri – No. 1- (HINDI), Patanjal Yog Darshan 1: Sutra 1-55 (HINDI) and Patanjal Yog Darshan 2: Sutra 1- 55 (HINDI).
Swami Ram Swarup: Books are being sent to you.

Lee: Is Devyoni a Christian Name?
Swami Ram Swarup: Devyoni is not a Christian name. The meaning of Dev being “Vidwans Ev Devaha” i.e.., He who is learned of Vedas, is called Dev but anybody can give any name to his son or daughter.

Prashant: Pranam guruji, Maine engineering ki padhai ki hai…aur main berozgaar hun..mjhe sarkari naukri ki khwaish h kripya margdarshan karein..
Swami Ram Swarup: Sarkari naukri kabilyat ke anusaar milti hai. You see, God helps
those who help themselves. Isiliye, aap apni kabiliyat ke anusaar naukri ke liye jagah-jagah apply karein aur roz Ishwar se naukri ke liye prarthna karein. Gayatri mantra se roz havan karein jisse
rukawatein door ho jayein.

HOW TO DO HAVAN

Please sit in the morning to perform havan. Havan must be in sunlight then it is more beneficial. Then half a bowl of fresh water with a tablespoon must be with you with small twigs especially of mango tree if possible, havan samagri, ghee, camphor and match box must be there with you. Please sit on sukh asan on four times folded blanket and blanket must be on mat.

Sukh asan i.e., sit on duly folded feet in comfortable position. Then first close your eyes and concentrate between two eyebrows and chant Gayatri mantra three times within heart and not by mouth. Then open your eyes.

Take one spoon of water in right palm. Chant this mantra, OM AMRITO UPASTRANMASI SWAHA and drink the water which you have put in your palm. Then again take the spoon of water in right palm then chant the next mantra, OM AMRITA APIDHANMASI SWAHA, and drink the water. Then again take the water in right palm and chant the mantra, OM SATYAM YASHAH SHRI MAYI SHRI SHRAYTAAM SWAHA, and drink the water. Then wash the right palm while sitting, with the same water kept in bowl.

Then put the twigs into havan kund with one piece of camphor and burn it. During this process chant the Gayatri mantra again and again till such time the fire is lighted sufficiently. Then chant the Gayatri mantra and at the last add the word Swaha and offer ghee with tablespoon, quantity equivalent to 4 to 5 drops. And if you are alone then also offer in fire pinch of havan samagri from your right hand’s finger and thumb avoiding forefinger. So this offering may be of 11 times, 21 times or 51 times as the time suits. It is the simplest way and I have not quoted the complete method of Yajna. The havan with Ved mantras are always offered as the best worship of God only please. Do havan daily and both times.

Girish: Swami ji pranam . my question is kya pichle janam ka paap ka khatma karne ka koi upai nahi hai . paap ko kaise dhoya jai taki hum apna jiban naye tarah se suru kare bina paap kiye.

Swami Ram Swarup: Picchle janam aur is janam ke paapon ka khatama karne ke liye ishwar ne Ved ke vidwan ke aashraye main vedon ka sunna, us preach par chalna, rozana ghar mein dono time ved mantron se havan karna, rozana Ishwar ke naam ka simran karna aur yogabhyas aadi karna kaha hai. Parantu dukh kee baat yahi hai ki aaj manav sansaar kee chamak damak aur dhan sampatti aadi par itna zyada dhyan deta hai ki vidwaano ke paas jaakar sewa kar ke oopar kahi bhakti nahi seekhta aur nahin karta jis se din pratidin, uske paap aur bhi badtey jaate hain aur weh aur zyada dukhon ke sagar mein gote lagaata rehta hai. Ved mein shiksha hai ki hum grihasth ashram ke shubh karmon ko vedic shiksha ke anusaar kar ke sukhi jeevan bitayein.