AKL: Pujya Guruji, Sadar Pranam
Please advise me on first set of book(s) towards vedic gyan. Jeewan Sarthak karne ke liye kya sab kuch karna chahiya aur kya nahin…assume enlightenment / slavation / realization of God ke bina Jeewan sarthak ho hi nahin sakta
Swami Ram Swarup: My blessings to you.

Jeevan sarthak karne ke liye sabse pehle aap ko mata pita guru kee sewa , brahamcharya dharann karna, meethi banni ka prayog karna aur adhik se adhik vedic gyan prapt karna chahiye. Yeh sab kuchh grahasth ke shubh karma karte karte karna hota hai. Phir main aapko advise karoonga ki shuru mein neechey likhee meri pustkon kaa adhayayan karein. Iske baad aagey kaa gyan deingey.

S. No. NAMES OF BOOK COST
1. MANAV DHARAM SHIKSHA 21.00
2. BRAHAMCHARYA DUKH NIVARAK
DIVYA MANNI 100.00
3. YAJ KARAM SARVSHRESHTH ISHWAR POOJA 65.00
4. VEDIC PRAVACHAN SANGRAH 120.00

S V: Please send the following books:
Vedas – a Divine Light       Vedas – a Divine Light Part II

Vedas – a Divine Light Part III                   Vedas – a Divine Light Part IV

Vedas – a Divine Light Part V  Mrityu – Ek Katu Satya
Sandhya Mantra  Vedanta and Eternal Vedas’ Philosophy – I
Vedanta and Eternal Vedas’ Philosophy – II
Yoga: a divine Vedas’ philosophy Yajna Karm – Sarvashresth Ishwar Pooja
Patanjal Yog Darshan – Part 1 Vedic Pravachan Sangrah – 1
Manav Dharma Shiksha          
Swami Ram Swarup: Books are being sent to you, please.

Vinay Arya: You say that mann is the minutest matter which cannot be seen. And you say that this mann is responsible for our thinking. Means when we think then we use this mann. But you told me in your last post that when we think then we use our physical mind which is too big. Please explain to me what’s the matter.
Swami Ram Swarup: Namasteji. No doubt, that mann (mind) the minutest part, as is also stated in Sankhya Shastra sutra 1/26 and mind is also physical, having being created from prakriti. So, it is non-alive matter as well. I do not remember that I have written that mann is big but the sense could have been that it thinks for whole of life (i.e., it does unlimited deeds i.e. unlimited thinking).

Avikas: Pranam Guru Ji…kiya aap baata sakte hai ki Ram Ji ka Pitah ka naam kiya tha aur kiya ye naam Ramayan batati hai.
Swami Ram Swarup: My blessings to you. Sri Ramji ke pita ka naam Raja Dashrath tha aur Ramayan mein iska varnnan vistaar se hai. Ram katha ke kitne hee serials T.V. par bhi deikhey jaate hain. Mein yahaan bus itna hee kahunga ke hum Bharatwasi hain aur yadi hum Sri Ram, Sri Krishna maharaj, Pandav, Hanumanji, Mata Sita, Raja Janak aadi anek Vibhutiyon ko nahin jaante aur is prakar apnee sanskriti ko hee nahin jaante to maaf karna, yeh hamara durbhagya hee hoga.
 

Dharmendra: How many lessons in padini gramer book asthadhayi?
Swami Ram Swarup:Ashtadhyaye has eight chapters.