Anupam: Guruji pranam.guruji kisi ko diye utter me apne bataya ki kisi doosre parivar ke bacche ko god (adopt) nahi rakhana chahiye.iska kya arth hua.kya apne hi parivar ke kisi jan ka baccha god rakha ja sakta hai.please clear kare.guruji kya manusmrati me nari ka apman kia hua hai.esa mene kai jagah para hai.
Swami Ram Swarup: My blessings to you, beti. Beti Ishwar ka niyam hai ki god na lo. Aage manushya yadi apnee suvidha se god lena chahta hai to le sakta hai.

Nahi Manusmriti mein nari ka apmaan kahin bhi nahi kaha hai aur na weh Rishi keh sakte hain. Yeh to jhoothe shloka hamaree sanskriti ko barbaad karne ke liye Manusmriti, Valmiki Ramayan , Mahabharat aadi mein kayee jagah daale gaya hain.

MK:Dear Guruji, Is that a sin to make friends with homosexual people? Being friends with them will have bad effects on us- if so, what will be it? Thanks!
Swami Ram Swarup: Blessings beti. Yes , please it is a great sin and punishment is awarded by God.