Anupam: Guruji namastey.kya kewal ye hi tithiya subh hai.ya sabhi din ek se hai.jaise log ekadashi ka vrat rakhte hai.astmi navmi ko mata ki puja karte hai.purnima ke din chandani rat me kheer banaker rakhtey hai. mavas ke din kul devta pujte hai.is sandarbh me vedo me kya gyan hai.
Swami Ram Swarup: Namaste, beti. Ishwar ke banaye hue sab din shubh hotey hain kyunki Ishwar khud shudh, paap se parey aur kalyaankari hai.

Shubh Din

All the days, week, month, years, minutes, seconds have been created by God and thus are always pious. Regarding the philosophy of deeds, Vedas tell that we have come here to face the previous lives’ deeds (good or bad) according to Rigveda mantra 10/135/1,2 and we have to face the said deeds in the shape of pleasure and pain respectively. So, the days are not concerned with auspiciousness or bad omens. If we do pious deeds today then one day we will enjoy pleasure and if we do bad deeds then in the future on any day we will have to face sorrows awarded by God. So, the day becomes full of pleasure or full of sorrows when we face our deeds as said above. So days are never good or bad but always pious and gifted. So days are never good or bad, but always pious and gifted to us by God to always do pious deeds to enjoy life.

Also the days, nights and times are never ashubh (unfortunate) being created by the purest God. only deeds done by us are bad or good. And based on the previous lives’ deeds we have to face the result thereof accordingly on one particular day and time. So days are not good or bad. It is our own deeds done by us which are bad or good.

So one can enter at one’s own convenience or suitability in his newly constructed house, shop etc., or start any pious work at any time. However, one should perform havan with Ved mantras before ensuing any of those works. It does not depends on any name and date of birth etc. because it is not mentioned in Vedas. We must be always away from blind faith.

Beti, jo kuch aapney likha, iska varnnan vedon mein nahin hai isliye yeh pramannik Pooja nahin hai. Han! havan/Yajyen karke poornima kee chandni mein rakhi kheer ka prashaad khana laabhkari hai.

Sameer: I have received the books.
Swami Ram Swarup: Thanks.

Sunil: Thank you.
Swami Ram Swarup: My blessings to you.

Vandana: Dhanyavaad gugr ji….parantu mare man me ek prashn h ki kya pichle janam me kiye gae karmo ke anusaar ye tay ho jata h ki is janam me hamara jeevan shaathi kon hoga …jb hm is dharti pr janam lete h tabhi ye tay ho jata h …. or kyaise is janam me mnusya dvara badla nhi ja sakta h….guru ji mn me sansay hai isliy aapse prathna h ki krapya mera sansay door kare.
Swami Ram Swarup: You are welcome, beti.Hum pichchley janamon ke achchey-burey karmon ka bhog bhogne aaye hain aur yadi koi ved marg par chalkar vidwanon ka sang paakar ved marg par chalta hai to pichchley janamon ke burey karmon ka prabhaav samapta karke sukhmaye Jeevan vyateet kar sakta hai. Isliye Vedic marg par chalkar koi bhi achcha pati ya achchee patni prapt kar sakta hai ismein pichchley karmon ka koi len-den nahin reh jaata aur yadi koi ved marg par nahin chalta to pichchley karmon ke hisaab se hee ussey shhadi-vivah karke sukh- dukh bhogna padta hai.