Rashmi: Pujya guruji maharaaj pranaam n charansparsh, I have a querry guruji reg jyotirlingas. Actually what does it signify? I feel its rekated ti yoga zadhana. The appreciation if thing by a Rishi or yogi n a normal person differs. There r 12 such jyotirlings. What does it actually signify Pl.enlighten us. With regards.
Swami Ram Swarup: My blessings to you all, my daughter.

Jyotirlinga is not related to yog sadhna. The secrecy of Ashtang Yoga Philosophy is mentioned in Vedas. For example Yajurved mantra 7/4 states we are liable to do practice of Ashtang Yoga Philosophy. Details of Ashtang Yoga Philosophy are mentioned in Yog Shastra written by Patanjali Rishi. I mean to say in both of the authentic literatures, the matter of jyotirlinga is not mentioned. So it is self made. Learned of Vedas therefore do not accept it. However, now everybody is free to choose his own path.

Aruna: Kya koi adrishya siddhasram hai? Kya whan real main patanji or. Charkrishi aadi rahtein hain.
Swami Ram Swarup: No, please. There is no adrishya siddhasram.

S: Pranam swamiji, mera koi prashna nahibas apko mulagam pr ek mahakavya samarpit karna chahti hun. Main datiya pitambara peeth se athishthata Shri vankhandiji maharaj ke Param shishya prakashananda nath dev Ki Param anuragi shishya hun. Mere guru to sahsrar adhivasi 1995 mn hi ho Gaye the parantu aaj bhi ve hi mere guru hain or mera yathochit margdarshan bbhi krte hain. Unke dwara rachit Maithili Manas mahakavya tatha antaryag , ye do granth main apko kaise samarpit Karun bhagwan? Aaj ke yug ka yah poornthah vaigyanic granth or sadhna Ki sookshmta ko bhi isme ati spasht roop se prakat kiya hai. Pitambara Devi ke Anupam prakatya ka rahasya isme samahit hai.
Swami Ram Swarup: My blessings to you. My daughter. Beti, main Hindi, Sanskrit aur English, in teen bhashaon ka gyan rakhta hoon. Agar aapkey guruji dwara racha gaya granth in teen bhashaon mein se kisi ek bhasha mein hai to aap zaroor bhejein.

Sujeet: Garibee kya hai ?
Swami Ram Swarup: Mann mein Santosh na hona sabse badi gareebi hai.