Anupam: Guruji sadar naman.aajkal itni vyast dincharya me se bhi aao logo ke prshno ka utter bhej rahe hai bahut bahut dhanyabad.guruji akshya trateeya ka vedo me kya mehatva hai.guruji gautam budhha ke liye kaha jata hai ki unke janam ke samay jyotishi ne bhavisyavani ki thi ki ya to ye bahut bare raja honge ya sanyasi ban jayenge.guruji esa hua bhi.to jab jyotish vidhya ki bat vedo me nahi hai to yeh bhavishyavani sach hone ko kya manenge.guruji aap sadev swasth v prasann rahe v satya gyan dete rahe.namastey.
Swami ramswarup: My blessings to you, beti. Ishwar kripa hai beti, ashirwad. Akshay ka arth avinashi hai, arthat jo kabhi nashta nahin hota. Parantu Akshay ke saath triteeya shabda vedon mein nahin hai. Han! triteeya ka arth teen hota hai. Vedon mein vartamaan kee palmistry ka varnnan nahin hai isliye isey vidwan log pramannik nahin maante. Doosra, yeh koi bhavishya vanni nahin hotee ki ya to Raja banaye ya sanyasi. Ek hee baat karnee chahiye ki yeh Raja Banega ya yeh kehna chahiye, yeh Sanyaasi banega. Raja to weh they hee.

Beti, mera tumhein ashirwad.

Anonymous: Namaste swamiji !! I have been blessed by God my 2nd child who is 10 months old boy !! I have been doing havan regularly for the last few years !! He gets very scared even at the slightest noise ! He is physically very strong ! He doesn’t cry when he bangs his head or falls but gets scared everytime if you make a sudden noise or if you sneeze or if you just catch him with a surprise !! Please guide swamiji
Swami Ram Swarup: Namasteji. I congratulate and shower blessings on your newly born loving baby. It is inspiration direct from God to you to perform daily havan which is the best worship of God. Please, continue it for whole life, for the benefit of family, society and all human-beings. Nothing to worry, beta. This could have been the effect of previous lives’ deeds which will be over in near future.