SSS: Swami ji pranam,Swamiji aap bhi vedon ko manate hain aur Swami Dayanandj bhi vedon ko manate the, aur unhone AryaSamaj ki sthapana ki, to Aapne alag se sanstha kyon banai.Kya aap Swami Dayanadji se sahamati nahi rakhate kya.
Swami Ram Swarup: My blessings to you. Yadi aap cow mata ka aadar karte hain, jo ki main bhi karta hoon, to hum dono kee cow mata ke prati ek hee vichar hongey, alag-alag nahin. Issee prakar Swami Dayanand ji, jo Bharat varsh mein ek Mahaan Vibhuti thei aur sadaa poojneeye raheingey, weh bhi vedon ko maantey thei aur main bhi vedon ko hee manta hoon. To swabhavik hee, meri sahmati Dayanandji ke saath hee hai. Han, aur main Arya Samaj ko manta bhi hoon aur aadar bhi karta hoon. Mera jeevan Arya Samaj se hatkar ekant mein jungle pahadon mein tapasya karte beeta hai aur wahin se mujhe Ishwareeya Shakti ke dwara hee Ishwar se utpann Ved Vidya ka gyan prapt hua hai.

Vishal Kumar: Namaste Guruji What is truth as per vedic view? Is truth changeable. Please put some light in detail on this serious concept of truth.
Swami Ram Swarup: Namsteji. Truth is immortal, everlasting and unchangeable. Yogeshwar Sri Krishna Maharaj in his Bhagwad Geeta utters a beautiful shloka2/16 —
Nasato vidyate bhavo nabhaavo vidyate sataha.
Ubhayorapi drishtoantastvanayostattavdarshibhihi.

Na=Not, Abhaavo= Absence/Deficiency; Vidyate=to become;
Sataha= Truth.

Meaning:- The matter whose absence does not occur i.e. the matter which is everlasting. In Vedas, there is a word-‘Swayambhu’. The meaning of Swayambhu is the matter who is “self-existing”. In brief, the matter/entity which/who has never been made by anybody or from any matter and from which/whom; nothing can be made is called “eternal truth”. That is why, it has no beginning and no end.

So, Swayambhu means eternal truth and three eternal matters fall in this category:-
(1) Almighty God
(2) Souls
(3) Prakriti