Dev: Namaste Swamiji , Jai shree ram. 1)How makardhawj in Ramayana was born?

2) Please explain BG 7/20 which Zakir Naik always reiterate?

3) Shri Krishna in BG says I’m God ,what does it mean ? Isn’t it a Contradictions with Vedas ?

4) Shri Krishna ne geeta sunaya , arjun ne suna , tho geeta likha kisne?

Please enlighten me Swamiji
Swami Ram Swarup: (1.) Namasteji. Authentic Ramayan is Valmiki Ramayan wherein the name of Makardhwaj, as told by you does not exist.

(2.) Meaning of Geeta shloka 7/20

Jo purush swaym kee prakriti se arthat swayam ke sabhav dwara vash mein hokar un-un bhogon kee kaamanaom dwara gyan se nadht hue un-un niyamon ke ashray se anya devtaon kop rapt karta hai.

Bhavarth :- Geetakaal mein ved virudh karma evam bhakti prarambh ho chukee thee jiska varnnan Shri krishna maharaj ne peeche ke shlokon mein bhee kiya hai. Prastut shloka mein bhee Shri Krishna maharaj ne kuchh aisee hee ved virudh bhakti ko darshaya hai. shloka mein “Swaya Pakritya niyataha” ka bhav hai kee jo purush apne swabhav ke vash mein hai. Arthat jeevatma indriyon evam mann ke vash hokar swayam kalpit mannghannant pooja karta hai weh Ishwareeya vanni ved ko pramann nahi manta hai. Atharvaved mantra 10/8/25 ke anusar jeevatma kee apnee prakriti hai arthat apna swabhav hai kee weh kisi bhee jad evam Chetan padarth se lagav kar baithta hai is vishay ko pichley shlokon mein samjhane ka prayatna kiya gaya hai. Jeevatma apne jis kisi bhee anya padarth se lagav kane ke swabhav ke vash mein hokar Ishwar ko chhod kar anya devtaon kee Pooja hee karne lag jaata hai arthat sansari kamnaon se uska jo gyan nasht ho jaata hai to weh Ishwar ke prati lagaw nahi karta apitu avidya grast hokar kalpanik devtaon ko poojne lagta hai.

Zakir Naik do not know Sanskrit language, about Bhagwad Geeta or any Vedic culture. So, he is free to mislead the public as per his own unauthentic thoughts.

(3.) Sri Krishna Maharaj has never told himself as God in any shloka of Bhagwad Geeta. Bhagwad Geeta is vedic preach.

Person who has not studied vedas well, he cannot understand the real meaning of shlokas of Bhagwad geeta because Bhagwad Geeta has been written by Vyas Muniji who was learned of Vedas and Ashtang Yog Philosophy. Geeta being eighteenth chapter of Bheeshma Parv of Mahabharat epic, Mahabharat epic is written by Vyas Muniji. The said eighteen chapters are extract of Mahabharat epic which have vedic preach because during that time only knowledge of four Vedas was in vogue and no other man-made books or religious books were written. You see, a doctor’s view is very well understood by a doctor only and not by an ordinary man or woman. Similarly, the views of shloka of Bhagwad Geeta can only be understood by a learned person who knows four Vedas and Ashtang Yog Philosophy and is equivalent to Maharishi Vyas, Sri Krishna Maharaj quoted above, Shri Krishna Maharaj never told himself as God.

Shri Krishna Maharaj a Yogi

Shri Krishna Maharaj was a complete yogi and Almighty God manifested within him. He was not God but equivalent to God as God gives all His powers to such yogis. But still one power to create and destroy the universe is not given to the yogi. Everything does not happen with Parmatma’s wish. According to Yajurveda mantra 7/48, we, the human-beings are free to do pious deeds or sins but result is awarded by God in the shape of happiness and sorrows respectively.

4.) answer as above.

Jay Parkash: Swami G! Kia koi pursh yaa istri dobara agni ke phere le sakta hai dusare vivaha k liye?
Swami Ram Swarup: Jeevit pati-patni ko dobara agni ke saamne phere lene kee avashyakta nahi. Agar koi leta hai to uskee apnee marzi hai. Dobara phere lene ka taatparya yeh hai ki pehle jo shaadi ke phere liye thei aur jo vachan liye thei unpar aastha nahi rahee.

Harsh: Swamiji ek vyakaran se sambandhit prashn tha. Swamji मातापितृपरायणाः mein द्वंद्व सामस है?
Swami Ram Swarup: Han! Dwanda samaas hai.