Anupam: Guruji namastey.guruji prashna ka utter dene ke liye dhnyavad.utter mile ke bad jo reply ka option aata hai us per maine do prashn bheje hai.please unka bhi utter de.shradh sambandhi prashn ke utter me aapne bataya ki marne ke 12 din bad phir se janam ho jata hai or koi ghost nahi banta.Athrvaved me to bhooto va tantrik kriyao ka jikr hai.krapya margdarshan kare.
Swami Ram Swarup: Namasteji. You are welcome, please. Atharvaved mein ek bhi mantra aisa nahi hai jismein bhooton aur tantrikon ka varnnan ho. Apitu, ek mantra mein yeh bhi kaha hai ki jo Ishwar kee Pooja chchod kar self-made koi aur Pooja aadi karta hai, usey Ishwar dund deta hai. Rigved mein bhi kaha hai ki jo Ishwar kee zameen par rehta hai, uska diya hua khata hai, uskee dee aakhon se dekhta hai, kaan se sunta hai aadi lekin Ishwar kee Pooja nahin karta, kisi aur kee hee Pooja karta hai to Ishwar uska sub kuchh chcheen leta hai.

Nagendra: Hello Swamy, During pregnancy can women go to temples?
Swami Ram Swarup: Namasteji. Yes, women is entitled to do worship at any place, including temples etc., during pregnancy. You see, God is omnipresent. So, He resides even in minutest and largest matter of the universe, whether the matter is pure or impure. For example- God resides in stomach where stools, urine, blood etc., exist but amongst the unlimited divine qualities, this is also one quality of God that not even a single atom of impure matter can touch God.

Jatin: Acharya ji, please send bhramcharya ek ..book Hindi.
Swami Ram Swarup: Book is being sent to you, please.