Shailesh Kumar Singh: Namaste acharya ji, i am very thankful to you to spreading the eternal knowledge of god. my question is- can we put anything in the manner of prasad in front of yagyakunda while agnihotra.
Swami Ram Swarup: Namasteji. My blessings are with you. Only mishthan aahuti (sweet); if sweet is not available then gud aahuti is offered.

Muhammad Tarique Anwar: Guruji kaise hai aap ?? Aaj kafi waqt baad aapko msg kar pa raha hun… Ummid karta hun aap ekdum acche se honge.. Mughe aapke Duara bheji Khuch books mili hai.. Jiski tarif to mein bahut baar ki hai.. 🙂 Meine aapki books ko bahut baar padha hai aur apne khuch dosto ko bhi diya padhne ke liye… Be bhi aapka sukriya ada kar rahe the.. 🙂 Guruji Aap Please ::
*Brahamchary Dukh Nivarak Divay mani
*Vedas A divine Light part 2 Bhejne ka kast kare….. Ishwar aapko salamat rakhe…
Swami Ram Swarup: Main aapki dua se theek hoon aur umeed hai ki aap sub bhi sukhi honge. Main aap subko shukriya ada karta hoon ki aap sub nein books padee aur aapko pataa hee hai ki taarif to us khuda/Ishwar kee hee hai jo hamein gyan ke saath jeeney ke liye sub kuch deita hai. Aapko dono kitabein bhejee jaa rahee hain.

Meri dua hai ki woh subka khuda aapko sadaa sukhi rakhey.

Kashiram: I want to do a small HAWAN at home so how I can do it and what is the samgri I used in?
Swami Ram Swarup: You may purchase samgiri from market. The procedure of doing hawan is as under:-

HOW TO DO HAVAN

Please sit in the morning to perform havan. Havan must be in sunlight then it is more beneficial. Then half a bowl of fresh water with a tablespoon must be with you with small twigs especially of mango tree if possible, havan samagri, ghee, camphor and match box must be there with you. Please sit on sukh asan on four times folded blanket and blanket must be on mat.

Sukh asan i.e., sit on duly folded feet in comfortable position. Then first close your eyes and concentrate between two eyebrows and chant Gayatri mantra three times within heart and not by mouth. Then open your eyes.

Take one spoon of water in right palm. Chant this mantra, OM AMRITO UPASTRANMASI SWAHA and drink the water which you have put in your palm. Then again take the spoon of water in right palm then chant the next mantra, OM AMRITA APIDHANMASI SWAHA, and drink the water. Then again take the water in right palm and chant the mantra, OM SATYAM YASHAH SHRI MAYI SHRI SHRAYTAAM SWAHA, and drink the water. Then wash the right palm while sitting, with the same water kept in bowl.

Then put the twigs into havan kund with one piece of camphor and burn it. During this process chant the Gayatri mantra again and again till such time the fire is lighted sufficiently. Then chant the Gayatri mantra and at the last add the word Swaha and offer ghee with tablespoon, quantity equivalent to 4 to 5 drops. And if you are alone then also offer in fire pinch of havan samagri from your right hand’s finger and thumb avoiding forefinger. So this offering may be of 11 times, 21 times or 51 times as the time suits. It is the simplest way and I have not quoted the complete method of Yajna. The havan with Ved mantras are always offered as the best worship of God only please. Do havan daily and both times.

Hemender: Sachchi bhakti kya hai kya mandir jane jal phool chadhane paisa chadhana hi bhakti hai. Jisake paas time nahi kya wo bhagwaan ko priya nahi. 24 hrs bhajan karana bhakti hai to bachcho ko kaise palan poshan karega. Reply…
Swami Ram Swarup: Yeh aapka sawal bilkul theek hai. Vedon mein mandir jaana, jal-phool chadana aadi ko bhakti nahin kaha hai. Doosra vedon mein pratah evum saanyakaal mein kewal do time Ishwar kee pooja karne ka vidhaan hai. Ved ke gyan ke bina insaan ko Ishwar aur bhakti aadi ka pataa nahin chal pataa. Ved sunkar jub shubh karmon ka gyan pata chalta hai tub Yajurved kehta hai ki insaan vedic shubh karma karte hue parivar ka palan-poshann karta hue sau saal kee sukh poorvak aayu prapt karey. Lekin jo ved nahin sunega toh ussey kya pataa, shubh karma kya hai aur ashubh karma kya hai. Aisee halat mein insaan avidyagrast hokar paap ko hee punya, jad padarth ko chetan padarth, apavitra ko pavitra ityadi manta hai aur paap karke dukhi rehta hai. Jaisey aapney ek aur prashan kiya hai ki jiske paas bhakti ke liye time nahin hai, woh Bhagwan ko priya nahin hai. Is vishaye mein Rigved bhi yahi kehta hai ki Ishwar ka diya khatey hain, uskee dee ankh se dekhtey hain, kaan se suntey hain ityadi aur uske shareer se sukh bhogtey hain, uskee zamin par rehtey hain prantu us Ishwar kee bhakti ke liye hee agar hamey thoda sa subah-sham ka samay nahin hai to Ishwar krodhit hokar manushya ko dand (punishment) deita hai. Yeh ved ka satya vakya hai. Isliye hamein vedon ko sunkar gyanvaan hona chahiye agyani nahin. Kum se kum dono time Om ka jaap aur agnihotra (Gayatri mantra se) to shuru hee kar deina chahiye.