Mandeep: Dear Swami ji. Saadar parnaam Swami ji hum aapne Ghar par dhud pine k liye Jo bhansrakhte h agar wo gharb se nahoti ho or dhud b nahideti ho hamko use bechana chahiye ya nahi? kyon k eshepshuko Jo lekar jayega WO unka kata lkardete h Jesse hame paap hota h aap koi rasta bataye? Please. Thanks.
Swami Ram Swarup: My blessings to you. Yadi aap us bhains kee palna nahee karna chahte to jahan aise pashuyon kee dekhbhaal hoti hai us sanstha mein usey de dein. Aur sanstha ko kuchh daan bhi dein.

Mandeep: Dear swami ji, Saadar parnaam. Swami ji agar hamare Ghar par chuhe aa jaay or WO hme yah mare Ghar ki wastuo ko hani phuchay to Kya kre home paap na ho thnx swami ji.
Swami Ram Swarup: My blessings to you. Chuhe, machhar, makhi, saanp, bichhu, chhipkali koi bhi nuksandayak pranni yadi hamare ghar mein aata hai to usey ved mein marne kee agya hai. Agar usey nahin mareinge to weh manushya ka bahut bada nuksan karega. Haan, yadi yahee pranni bahar jungle aadi mein ho to unhe marne kee agya ved mein nahee hai. Inko ghar mein marna bilkul paap nahi hai, punya hai.

Jai: Swamiji please suggest mantras and methods to improve bramacharya and to excel in studies, and can you explain the meaning, verse by verse of the masyadya sukta? Please answer fast.
Swami Ram Swarup: Brahmcharya is a vast matter and can’t be explained here. To get its immense knowledge I would advise you to read my book Bramcharya dukh niwarak divyaanni (in hindi) worth rs. 100.00 excluding postal charges, it can be sent on receipt of your postal address if you desire. I have not read any masyadyasukta, please send.