H: Sadar charan sparsh swamiji, swamiji kuchdinosemere dimaag mein atheistic thoughts aate hai,yeh baar mere mann mein aate hai aurissey mainbohat darta hu aur bohay dukhi hota hu..mujhe baar yahimaanmein aata haikiagar ishwar na hua aur ved jhoothe nikle toh kya karunga.swamiji meriplz helpkar dijiye,maine suna haai rishiyokpass iski technique thi ki aise khayaalmanmeinna aaye,swamiji karmpe hamar vash hai,parantukhayaal pe toh nahi,yeh naastik khaayolon ko kaise rokun issey mujhebohat dukh hota hai aur jeewan ekaar lagne lagta hai aur suicidal khayaal aate hai.
Swami Ram Swarup: My blessings to you. aap bhranti mein hain kyunki Ishwar ke bina yeh duniya kaun banaa sakta hai arthat koi bhi nahin banaa sakta. Ishwar ke honey ka yahi pramaan kafee hai. Jub pralaya ke baad Ishwar duniya ko banaata hai to wahaan koi guru aadi gyan dene ke liye nahin hota parantu aaj duniya mein dekho, science ityadi aur tinke se lagaakar brahma tak ka gyan hai. Is gyan ko bhi Charon vedon ke roop mein sabse pehle Ishwar hee deta hai.

Lekin yeh sub rachna aur gyan ityadi bina ved ke gyata vidwan ke, koi bhi nahi bataa sakta. Yadi aap sachmuch main apnee bhranti door karna chahte ho aur nastikwaad ke vicharon ko smapt karna chahte ho to aap nazdeek ke Arya Samaj mandir mein jaana shuru karein aur wahaan se rozana ved mantron se havan karna shuru karein. Aagey aapkee ichcha hai.

Dushyant: Pranam guruji please tell me when should a brahman open his shikha and how to tie a shikha?
Swami Ram Swarup: My blessings to you. It is upto the desire of the Brahmin as and when he wants to open or tie his shikha.